मेरे दोस्त
ए मेरे हमसफ़र,
कोई और मेरे करीब है,
कब कौन किस के करीब है,
ये तो अपना अपना,
नसीब है |
ये दगा नहीं
ये जफ़ा नहीं,
मैं कभी भी
तुम से जुदा नहीं,
जो मैं जुड़ गया
किसी और से,
तो वो
मेरा , उसका
नसीब है |
मुझे तुम से
कोई गिला नहीं,
मुझे तुम सा
कोई मिला नहीं,
तुम हो
मेरी आँखों की रोशनी,
तो वो
मेरी रातों की चाँद है ,
कब कौन किस के करीब है
ये तो अपना अपना
नसीब है |
मेरे बाग की
हो बहार तुम
तो वो
एक गुलाब का फूल है,
वो है
खूबसूरत एक बला,
तो तुम
हर बला
मेरे साथ हो,
कब कौन किस के करीब है
ये तो अपना अपना
नसीब है |
ये जो
चुप सा रहने लगा हूँ मैं
ये जो
कुछ ना कहने लगा हूँ मैं
मुझे डर है
बस एक बात का,
मेरे लब ना
ग़लती से खोल दें,
कहीं नाम वो
कहीं तेरे सामने,
मुझे और
कोई भी डर नहीं
मैं इसी
बहम का बीमार हूँ,
ये तो अपना अपना नसीब है
कब कौन किस के करीब है |
राजीव जायसवाल
This poem presented in roman script---
MERE DOST
E, MERE HUMSAFAR
KOI AUR MERE KARIB HAI
KAB KAUN
KIS KE KARIB HAI
YE TO APNA APNA NASEEB HAI.
YE DAGA NAHIN
YE JAFA NAHIN
MAIN KABHI BHI TUM SE JUDA NAHIN
JO MAIN JUD GAYA KISI AUR SE
TO YE MERA USKA NASEEB HAI.
MUJHE TUM SE
KOI GILA NAHIN
MUJHE TUM SA
KOI MILA NAHIN
TUM HO MERI ANKHON KI ROSHNI
TO VO MERI RATON KI CHANDNI
KAB KAUN KIS KE KAREEB HAI
YE TO APNA APNA NASEEB HAI.
MERE BAGH KI HO BAHAR TUM
TO VO EK GULAB KA PHUL HAI
VO HAI KHUBSURAT
EK BALA
TO TUM HAR BALA
MERE SATH HO
KAB KAUN KIS KE KAREEB HAI
YE TO APNA APNA NASEEB HAI.
YE JO CHUP SA RAHNE LAGA HUN MAIN
YE JO KUCH NA KAHNE LAGA HUN MAIN
MUJHE DAR HAI
BAS IS BAAT KA
MERE LAB NA GALTI SE KHOL DEIN
KAHIN NAAM VO TERE SAMNEY
MUJHE AUR KOI BHI DAAR NAHIN
MAIN ISI BAHAM KA
BEEMAR HUN
YE TO APNA APNA NASEEB HAI
KAB KAUN KIS KE KAREEB HAI.
RAJIV JAYASWAL
Duniya mein aisa kahan sab ka naseeb hai
जवाब देंहटाएंkoi koi apne piya ke kareeb hai